Android app · coming soon

Maya · aapki AI budget planner

Paisa kahan ja raha hai? Ab pata chalega.

Bills, autopay, refunds aur savings, sab aapki language mein. Maya aapke bank aur card ke mails se hisaab samjhati hai, aur paperwork bhi karti hai. Har kadam pe haan aapki.

Coming soon on Google Play Hindi, Hinglish ya apni language mein · type karke ya bolkar

Maya kya karti hai

Aap poochte hain, Maya hisaab lagati hai aur kaam ka draft banati hai. Bhejte aap hain.

Chhupe autopay pakadti hai

App pe ‘Eternal Ltd’ likha hai? Maya batati hai yeh Zomato Gold hai, aur band kaise karein.

Stuck refund ka pata

Refund ka mail aaya par bank mein paisa nahi? Maya follow-up mail likh deti hai.

FD compare, form bhi

Aapke amount pe kahan kitna interest milega, aur ₹5 lakh tak insured kaun. Request Maya bharti hai.

Term cover ka seedha hisaab

Income, loan aur family ke hisaab se kitna cover chahiye, line by line.

Aapki haan ke bina kuch nahi

Maya help karti hai, decision aapka rehta hai.

Gmail sirf padhne ke liye

Sirf paise wale mails. Kabhi bhi disconnect karein.

Har kaam se pehle aapse poochti hai

Maya likhti hai, bhejte aap hain.

Paisa Upwardd ke paas nahi rukta

Paisa seedha aapke bank ya insurer ke paas jaata hai.

Maya se poocho. Coming soon on Google Play.

Android app launch hote hi yahin link milega.

Coming soon on Google Play